Skip to main content

New trending kinemaster video editing, Kinamaster premium effects video editing

 Hello Guys, Bahot dino se humlogo ne VN app se video bna rhe hain, aaj hame kuch new effects mile hai. aur hum aaj kinemaster se video banane wale hain to guys agar aapne video nhi dekha to YouTube pe hamare video ko check out kijiye aur video ko pura dekhiye, Kyuki Video me aapko jyada ache se samajh aayega, To chaliye Guys aaj ke Video Ko banane ke process ko ham dekhte hain.

Video Banane Ke Liye In Steps Ko Follow Karein

1. Apne Mobile/Device pe Kinemaster app ko Open Karein.

2. Open krne ke bad Bich me + Icon ko click kare aur 1:1 Ratio ko select kare.

3. Ab aap logo ka media browser open ho jayega, Left Side me Aapko Setting ka icon dikhega is pe click kare, Ab Photo ke Default Duration ko 4.5 Sec Aur Pan & Zoom Option pe Fill Screen Ko Select kre.

4. Ab apne un 7 Photos ko select kre jinke aapko Video banane hain, Up Right Corner Pe Right Icon pe click kare.

5. Ab Transaction Effect pe jay Get More pe click kare Aur Crimson Divide ko Download krle, Ab Crimson Divide ko Sabhi transaction Options me add kare.

6. Ab Up Right Corner pe Export Wale Icon pe click kare, Apna Resolution Set kare aur Video ko export kare. Video Save ho jane ke bad Wapas Kinemaster ke Home page pe aaye.

7. Ab Fir se + wale Icon pe click kare, 1:1 Ratio ko select kare, Media Browser me Backgroud pe jay aur Black Background ko Choose kare.

8. Ab Layer Pe jay aur Export kiye huye Video ko add kre, Ek aur Duolicate Copy bnay aur Fir se Layer pe jay aur Hamare zip file Me jo png diya hua hai use add kare.

9. Ab png ko fill to screen kare, Aur dono hi video Clip ko Png me Perfectly set kare.

10. Ab Audio pe jay aur Apne music ko add kre. Ab fir se layer pe jay aur video Effet ko add kare, Fill Screen kare aur mute krke Blending pe jay aur screen wale Option ko select kre.

11. Ab apne video ko Play kr Preview ka Aanand le aur Video Perfect hone pe Export kare.

Now, Lets Enjoy:)

NOTE : All Video Effects, Song And Png files Are Available in zip file, And zip file Link is includes as a All Material Name,

Kinemaster Pro Download Link

Song Download Link
All Material Download Link



Comments

Popular posts from this blog

Trending Rain Drop video editing VN Video Editor new trend Node video editing

  Hello Guys, aaj ke video me hum logo ne dekha ki kaise hum VN Video Editor se Trending Effects ke sath full screen Videos bana sakte hain, To Guys dekhiye aaj ke is Video ko aap kaise bna skte hain, agar aapne video ko nahi dekha hai to abhi Check Out kijiye hamare video Ko YouTube per aap logo ko video me jyada clear samajh aayega ki video kaise bnana hai. Video Banane Ke Liye In Steps Ko Follow Karein, 1. VN Video Editor   app ko apne mobile par  Open  kre. 2.  Bottom me aap logo ko kuch icons dikhenge wha pe  + icon   par Click kre,  New Project   par Click kre. 3.  Ab aap logo ka media browser show hoga, Uper me  all  par click kre aur apne folder ko select kare,  Photos  wale section me jaye aur apne 01 Photo ko Select kare, Ab  Down Right Corner  par aa rhe  Add  Botton par click kare, aapka project open ho jayega. 4.  Ab top pe aa rhe  Original   botton par click kare, aur  9:16   ka ratio select kar le. 5.  .Ab photo ke duration ko 20 Seconds tk badha le, Photo ke startig poi

New trending full screen whatsapp status editing VN Video Editor | Android/ios me video kaise banaye

 Hello Guys, aaj ke video me hum logo ne dekha ki kaise hum VN Video Editor se Trending Effects ke sath full screen Videos bana sakte hain, To Guys dekhiye aaj ke is Video ko aap kaise bna skte hain, agar aapne video ko nahi dekha hai to abhi Check Out kijiye hamare video Ko YouTube per aap logo ko video me jyada clear samajh aayega ki video kaise bnana hai. Video Banane Ke Liye In Steps Ko Follow Karein, 1. VN Video Editor   app ko apne mobile par  Open  kre. 2.  Bottom me aap logo ko kuch icons dikhenge wha pe  + icon   par Click kre,  New Project   par Click kre. 3.  Ab aap logo ka media browser show hoga, Uper me  all  par click kre aur apne folder ko select kare,  Photos  wale section me jaye aur apne 33 Photos ko Select kare, Ab  Down Right Corner  par aa rhe  Add  Botton par click kare, aapka project open ho jayega. 4.  Ab top pe aa rhe  Original   botton par click kare, aur 9 :16   ka ratio select kar le. 5.  Ab aap  Tap to add music   ke option pe click kare, aur fir  Music  p

New Trending Full Screen Video Editing VN Video Editor new trend video editing 2021

 Hello Guys, aaj ke video me hum logo ne dekha ki kaise hum VN Video Editor se Trending Effects ke sath full screen Videos bana sakte hain, To Guys dekhiye aaj ke is Video ko aap kaise bna skte hain, agar aapne video ko nahi dekha hai to abhi Check Out kijiye hamare video Ko YouTube per aap logo ko video me jyada clear samajh aayega ki video kaise bnana hai. Video Banane Ke Liye In Steps Ko Follow Karein, 1. VN Video Editor   app ko apne mobile par  Open  kre. 2.  Bottom me aap logo ko kuch icons dikhenge wha pe  + icon   par Click kre,  New Project   par Click kre. 3.  Ab aap logo ka media browser show hoga, Uper me  all  par click kre aur apne folder ko select kare,  Photos  wale section me jaye aur apne 09 Photos ko Select kare, Ab  Down Right Corner  par aa rhe  Add  Botton par click kare, aapka project open ho jayega. 4.  Ab top pe aa rhe  Original   botton par click kare, aur  9:16   ka ratio select kar le. 5.  Ab aap  Tap to add music   ke option pe click kare, aur fir  Music  p