Skip to main content

Trending Rain Drop video editing VN Video Editor new trend Node video editing

  Hello Guys, aaj ke video me hum logo ne dekha ki kaise hum VN Video Editor se Trending Effects ke sath full screen Videos bana sakte hain, To Guys dekhiye aaj ke is Video ko aap kaise bna skte hain, agar aapne video ko nahi dekha hai to abhi Check Out kijiye hamare video Ko YouTube per aap logo ko video me jyada clear samajh aayega ki video kaise bnana hai.


Video Banane Ke Liye In Steps Ko Follow Karein,

1. VN Video Editor  app ko apne mobile par Open kre.

2. Bottom me aap logo ko kuch icons dikhenge wha pe + icon  par Click kre, New Project  par Click kre.

3. Ab aap logo ka media browser show hoga, Uper me all par click kre aur apne folder ko select kare, Photos wale section me jaye aur apne 01 Photo ko Select kare, Ab Down Right Corner par aa rhe Add Botton par click kare, aapka project open ho jayega.

4. Ab top pe aa rhe Original  botton par click kare, aur 9:16  ka ratio select kar le.

5. .Ab photo ke duration ko 20 Seconds tk badha le, Photo ke startig point per aaye aur photo per click kare Aur Keyframe per click kare aur photo ko right side slide kare, Ab photo ke end point per jay aur fir se ek Keyframe Add kare aur ab photo ko left side me slide kre, ab aapko video me sliding effect aa gya hai.

6. Ab aap Tap to add music  ke option pe click kare, aur fir Music par click kare, Apne music ko Choose kijiye

7. Ab apne song ke lyrics ko add kre ( Lyrics kaise add krna hai YouTube per hamare Video me dekhe Click Here)

8. Video ko play krke Preview dekhe aur sahi hone par Up Right Corner per aa rhe Export  Botton per Click kre, Video ka Resolution Set kare aur Right per click kare Video exporting start ho jayega

9. Video Exporting Complete ho jane per Save To Album ke option per Click kre, Ab aap logo ka Video Aapke Storage per Save ho Jayega.

10. Ab apne device per Node Video App ko open kare.

11. New per click kre aur apne video ko add kare, Video per Click kre Aur Glow scan effect aur Rain Drops effects ko Add kare, (Add krne ke liye hamare Video ko YouTube pe checkout kare Click Here)

12. Video ka preview dekhe aur ab Root pe Click kare.

13.  Ab Green Play botton per click kre aapka Video save ho jayega.

Now, Lets Enjoy:)

VN Video Editor Pro Download Link
Node Video App Download Link
Song Download Link






Comments

Popular posts from this blog

New trending full screen whatsapp status editing VN Video Editor | Android/ios me video kaise banaye

 Hello Guys, aaj ke video me hum logo ne dekha ki kaise hum VN Video Editor se Trending Effects ke sath full screen Videos bana sakte hain, To Guys dekhiye aaj ke is Video ko aap kaise bna skte hain, agar aapne video ko nahi dekha hai to abhi Check Out kijiye hamare video Ko YouTube per aap logo ko video me jyada clear samajh aayega ki video kaise bnana hai. Video Banane Ke Liye In Steps Ko Follow Karein, 1. VN Video Editor   app ko apne mobile par  Open  kre. 2.  Bottom me aap logo ko kuch icons dikhenge wha pe  + icon   par Click kre,  New Project   par Click kre. 3.  Ab aap logo ka media browser show hoga, Uper me  all  par click kre aur apne folder ko select kare,  Photos  wale section me jaye aur apne 33 Photos ko Select kare, Ab  Down Right Corner  par aa rhe  Add  Botton par click kare, aapka project open ho jayega. 4.  Ab top pe aa rhe  Original   botton par click kare, aur 9 :16   ka ratio select kar le. 5.  Ab aap  Tap to add music   ke option pe click kare, aur fir  Music  p

New Trending Full Screen Video Editing VN Video Editor new trend video editing 2021

 Hello Guys, aaj ke video me hum logo ne dekha ki kaise hum VN Video Editor se Trending Effects ke sath full screen Videos bana sakte hain, To Guys dekhiye aaj ke is Video ko aap kaise bna skte hain, agar aapne video ko nahi dekha hai to abhi Check Out kijiye hamare video Ko YouTube per aap logo ko video me jyada clear samajh aayega ki video kaise bnana hai. Video Banane Ke Liye In Steps Ko Follow Karein, 1. VN Video Editor   app ko apne mobile par  Open  kre. 2.  Bottom me aap logo ko kuch icons dikhenge wha pe  + icon   par Click kre,  New Project   par Click kre. 3.  Ab aap logo ka media browser show hoga, Uper me  all  par click kre aur apne folder ko select kare,  Photos  wale section me jaye aur apne 09 Photos ko Select kare, Ab  Down Right Corner  par aa rhe  Add  Botton par click kare, aapka project open ho jayega. 4.  Ab top pe aa rhe  Original   botton par click kare, aur  9:16   ka ratio select kar le. 5.  Ab aap  Tap to add music   ke option pe click kare, aur fir  Music  p