Skip to main content

New trending viral insta reels video editing VN Video Editor New trend video editing

Hello Guys, aaj ke video me hum logo ne dekha ki kaise hum VN Video Editor se Trending Effects ke sath full screen Videos bana sakte hain, To Guys dekhiye aaj ke is Video ko aap kaise bna skte hain, agar aapne video ko nahi dekha hai to abhi Check Out kijiye hamare video Ko YouTube per aap logo ko video me jyada clear samajh aayega ki video kaise bnana hai

Video Banane Ke Liye In Steps Ko Follow Karein,

1. VN Video Editor  app ko apne mobile par Open kre.

2. Bottom me aap logo ko kuch icons dikhenge wha pe + icon  par Click kre, New Project  par Click kre.

3. Ab aap logo ka media browser show hoga, Uper me all par click kre aur apne folder ko select kare, Photos wale section me jaye aur sabse pahle I Love Cheap Thrills Image ko add kare , Aur uske bas apne 9 Photos Ko add kare.

4. Ab top pe aa rhe Original  botton par click kare, aur 4:5  ka ratio select kar le.

5. Ab aap Tap to add music  ke option pe click kare, aur fir Music par click kare, Apne music ko Choose kijiye.

6. First Photo ka Duration 3 second kare aur baki ke 9 Photos ka Duration 1 second kare.

7. First aur Second photo ke Bich Zoom In Transition Effect add kare. 

 8. 3rd Photo me Slide Right Fx add kare Aur 4th me Zoom Out Fx ko add kare, Aur aage ke photos me bhi inhi do effects ko alternate add kare.

9.Ab Tap to add stickers/pip  wale option per Click kare Aur yha par apne folder ko select krke particle effect 1 ko add kare, Fill Screen wale option per click kare, Blending per jaye aur Screen wale Option ko select kare. Aur is Effect ka duration 3 Second tk set kare.

10. Ab Tap to add stickers/pip  wale option per Click kare Aur yha par apne folder ko select krke Border  ke png ko le, Fill  wale option ko select kare aur Border ke Duration ko Pure video per Badha le.

11. Video ko play krke Preview dekhe aur sahi hone par Up Right Corner per aa rhe Export  Botton per Click kre, Video ka Resolution Set kare aur Right per click kare Video exporting start ho jayega

12. Video Exporting Complete ho jane per Save To Album ke option per Click kre, Ab aap logo ka Video Aapke Storage per Save ho Jayega.

Now, Lets Enjoy:)

VN Video Editor Pro Download Link

Song Download Link
All Material Download Link



Comments

Popular posts from this blog

Trending Rain Drop video editing VN Video Editor new trend Node video editing

  Hello Guys, aaj ke video me hum logo ne dekha ki kaise hum VN Video Editor se Trending Effects ke sath full screen Videos bana sakte hain, To Guys dekhiye aaj ke is Video ko aap kaise bna skte hain, agar aapne video ko nahi dekha hai to abhi Check Out kijiye hamare video Ko YouTube per aap logo ko video me jyada clear samajh aayega ki video kaise bnana hai. Video Banane Ke Liye In Steps Ko Follow Karein, 1. VN Video Editor   app ko apne mobile par  Open  kre. 2.  Bottom me aap logo ko kuch icons dikhenge wha pe  + icon   par Click kre,  New Project   par Click kre. 3.  Ab aap logo ka media browser show hoga, Uper me  all  par click kre aur apne folder ko select kare,  Photos  wale section me jaye aur apne 01 Photo ko Select kare, Ab  Down Right Corner  par aa rhe  Add  Botton par click kare, aapka project open ho jayega. 4.  Ab top pe aa rhe  Original   botton par click kare, aur  9:16   ka ratio select kar le. 5.  .Ab photo ke duration ko 20 Seconds tk badha le, Photo ke startig poi

New trending full screen whatsapp status editing VN Video Editor | Android/ios me video kaise banaye

 Hello Guys, aaj ke video me hum logo ne dekha ki kaise hum VN Video Editor se Trending Effects ke sath full screen Videos bana sakte hain, To Guys dekhiye aaj ke is Video ko aap kaise bna skte hain, agar aapne video ko nahi dekha hai to abhi Check Out kijiye hamare video Ko YouTube per aap logo ko video me jyada clear samajh aayega ki video kaise bnana hai. Video Banane Ke Liye In Steps Ko Follow Karein, 1. VN Video Editor   app ko apne mobile par  Open  kre. 2.  Bottom me aap logo ko kuch icons dikhenge wha pe  + icon   par Click kre,  New Project   par Click kre. 3.  Ab aap logo ka media browser show hoga, Uper me  all  par click kre aur apne folder ko select kare,  Photos  wale section me jaye aur apne 33 Photos ko Select kare, Ab  Down Right Corner  par aa rhe  Add  Botton par click kare, aapka project open ho jayega. 4.  Ab top pe aa rhe  Original   botton par click kare, aur 9 :16   ka ratio select kar le. 5.  Ab aap  Tap to add music   ke option pe click kare, aur fir  Music  p

New Trending Full Screen Video Editing VN Video Editor new trend video editing 2021

 Hello Guys, aaj ke video me hum logo ne dekha ki kaise hum VN Video Editor se Trending Effects ke sath full screen Videos bana sakte hain, To Guys dekhiye aaj ke is Video ko aap kaise bna skte hain, agar aapne video ko nahi dekha hai to abhi Check Out kijiye hamare video Ko YouTube per aap logo ko video me jyada clear samajh aayega ki video kaise bnana hai. Video Banane Ke Liye In Steps Ko Follow Karein, 1. VN Video Editor   app ko apne mobile par  Open  kre. 2.  Bottom me aap logo ko kuch icons dikhenge wha pe  + icon   par Click kre,  New Project   par Click kre. 3.  Ab aap logo ka media browser show hoga, Uper me  all  par click kre aur apne folder ko select kare,  Photos  wale section me jaye aur apne 09 Photos ko Select kare, Ab  Down Right Corner  par aa rhe  Add  Botton par click kare, aapka project open ho jayega. 4.  Ab top pe aa rhe  Original   botton par click kare, aur  9:16   ka ratio select kar le. 5.  Ab aap  Tap to add music   ke option pe click kare, aur fir  Music  p